Guide Book — Signup se Logout tak
↓ User Guide Download
Appuser Login
Ek Appuser Code par Order Booker aur Salesman ke alag login hain. Apna role select karke Signup mein alag 4-digit PIN set karein. Order Booker: New Order aur Recovery. Salesman: Credit aur Recovery. Purana user Order Booker Code aur apne PIN ya purane password se Login kare. PIN badalne ke liye Distributor Settings > Appuser kholein. Signup approval aap ke distributor login ko jayegi. Approval ke baad mobile ya desktop par isi code aur PIN se Login karein. Naye device ki approval distributor login se hogi.
Download Windows App · Browser mein Install App button aaye to us se install karein.